Roman script

aankh mila le koi re apna ban le koi re 

jindagi ka bharosha kya jindagi ka bharosha kya 

aankh mila le koi re apna ban le koi re 

jindagi ka bharosha kya jindagi ka bharosha kya 

dekh chhota sa dil hai mera isme bana hai ghar tera 

dekh chhota sa dil hai mera isme bana hai ghar tera 

kaid kiye hai lakho arma kaid kiye hai lakho arma

haye nikale koi re

aankh mila le koi re apna ban le koi re 

jindagi ka bharosha kya jindagi ka bharosha kya 

gair samjh ke tune dil lagaya

aankh milake man chhalkaya

gair samjh ke tune dil lagaya

aankh milake man chhalkaya

ro ro ke dil ye kahta hai

ro ro ke dil ye kahta hai

kaleja laga le koi re

aankh mila le koi re apna ban le koi re 

jindagi ka bharosha kya jindagi ka bharosha kya

Explore this song