Roman script

aankho mein aansu lab par aahe

dil mein dard bataya hai 

aankho mein aansu lab par aahe

dil mein dard bataya hai dil mein dard bataya

aap se hamne pyar badha kar

aap se hamne pyar badha kar

jaan ko rog lagaya

jaan ko rog lagaya

aankh ka kajal dho kar hamne

aankh ka kajal dho kar hamne

honth ki surbhi pochhi hai pochhi hai

haal hamara aa kar dekhe

haal hamara aa kar dekhe

kaisa haal banaya hai kaisa haal banaya hai

kitni lambi kaali raate

kitni lambi kaali raate 

jaag ke hamne kati hai kati hai 

aapke dil ka sauda karke 

aapke dil ka sauda karke 

dard hi dard uthaya hai

Explore this song