Roman script

oye oye oye 

aankh lade to ladaye ja 

chup kar ke 

ho aankh lade to ladaye ja 

chup kar ke 

mujhe apni banaye ja 

chup kar ke 

jo maja pyar ka lena hain 

jo maja pyar ka lena hain

mujhe sine se lagaye ja 

chup kar ke 

ho aankh lade to ladaye ja 

chup kar ke 

ye pyar bhi ek ibadat hain 

koi khel nahi tasviro ka 

ye pyar bhi ek ibadat hain 

koi khel nahi tasviro ka 

koi kya samjhe, koi kya jane 

ye mel hain do takdiro ka 

kahti hain jo duniya kahti rahe 

kahti hain jo duniya kahti rahe 

tu pyar nibhaye ja 

chup kar ke 

ho aankh lade to ladaye ja 

chup kar ke 

ab pyar hamara pyar hain wo 

ruh ek hain jism juda sajna 

ab pyar hamara pyar hain wo 

ruh ek hain jism juda sajna 

duniya ke khuda se kya rishta 

meri duniya ka tu hain khuda sajna 

koi jalta hain to jalta rahe 

koi jalta hain to jalta rahe 

tu mauj udaye ja 

chup kar ke 

ho aankh lade to ladaye ja 

chup kar ke 

mujhe apni banaye ja 

chup kar ke 

jo maja pyar ka lena hain 

jo maja pyar ka lena hain

mujhe sine se lagaye ja 

chup kar ke 

ho aankh lade to ladaye ja 

chup kar ke 

ho aankh lade to ladaye ja 

chup kar ke

Explore this song