Roman script

najar ka teer jigar pe chale to achcha hai 

ye raaj ae dil rahe najar se kahe to achcha hai 

aankh jhukane lagi saans rukne lagi 

le na doobe ye halat kahi 

aankh jhukane lagi saans rukne lagi 

le na doobe ye halat kahi 

aankh jhukane lagi saans rukne lagi 

le na doobe ye halat kahi 

aap hai rubaru dil mein hai aarzoo  

aap hai rubaru dil mein hai aarzoo  

ho jaaye qyaamat kahi 

aankh jhukane lagi saans rukne lagi 

le na doobe ye halat kahi 

le na doobe ye halat kahi 

aap aaye aap aaye to ye raat sajne lagi 

so rahi thi jo payal bajne lagi 

aap aaye to ye raat sajne lagi 

so rahi thi jo payal bajne lagi 

raat betaab hai neend bekhaab hai 

raat betaab hai neend bekhaab hai 

aane wali hai aafat kahi 

aankh jhukane lagi saans rukne lagi 

le na doobe ye halat kahi 

le na doobe ye halat kahi 

har taraf ek nasha sa chhane laga 

har taraf ek nasha sa chhane laga 

raaj gam le ke koi gaane laga 

har taraf ek nasha sa chhane laga 

raaj gam le ke koi gaane laga 

waqt khamosh hai hosh behosh hai 

waqt khamosh hai hosh behosh hai 

khul na jaaye hakikat kahi 

aankh jhukane lagi saans rukne lagi 

le na doobe ye halat kahi

aap hai rubaru dil mein hai aarzoo  

ho jaaye qyaamat kahi  

aankh jhukane lagi saans rukne lagi 

le na doobe ye halat kahi 

le na doobe ye halat kahi

Explore this song