Roman script

aankh band karke ..logon ki na sunke

aasman pe yun uda hai, ek parinda

ek parinda aankh band karke logon ki na sunke

aasman pe yun uda hai, ek parinda…

ek parinda

khwabon ki parchai hai maan mein.

hosle ki himmat hai dil mein

iski chahat duniya yeh saari

koshisho ki manjil hai yaari

kaafila yeh chala yun akela

baatti roshni ek saver 

kaafila yeh chala yun akela

baatti roshni ek saver 

aankh band karke logon ki na sunke

aasman pe yun uda hai, ek parinda

ek parinda aankh band karke logon ki na sunke

aasman pe yun uda hai, ek parinda…

ek parinda

ghyarlo ki daasta hai,

kitne sach ke mar meetenge fhir jagenge,

soch men kiske iski buniyado mein rab

usko paana hi manjil hai

kaafila yeh chala yun akela

baatti roshni ek saver 

kaafila yeh chala yun akela

baatti roshni ek saver 

aankh band karke logon ki na sunke

aasman pe yun uda hai, ek parinda

ek parinda…

aankh band karke ..logon ki na sunke..

aasman pe yun uda hai, ek parinda…

ek parinda..

Explore this song