Roman script

o ho....

aanewala pal jaanewala hai

aanewala pal jaanewala hai

ho sake to is me zindagi bitado

pal jo ye jaanewala hai 

o ho

aanewala pal jaanewala hai

ho sake to is me zindagi bitado

pal jo ye jaanewala hai 

ek baar yu mili masoom si kali

ek baar yu mili masoom si kali

ho khilte hue kaha kush pash mai chali

dekha to yahi hai dhundha to nahin hai

pal jo ye jaanewala hai 

o ho

aanewala pal jaanewala hai

ho sake to is me zindagi bitado

pal jo ye jaanewala hai 

ek baar waqt se lamha gira kahi

ek baar waqt se lamha gira kahi

waha dastan mili lamha kahi nahi

thoda sa hasa ke thoda sa rula ke 

pal ye bhi jaanewala hai

o ho

aanewala pal jaanewala hai

ho sake to is me zindagi bitado

pal jo ye jaanewala hai 

o ho

aanewala pal jaanewala hai

aanewala pal jaanewala hai

Explore this song