Roman script

aane waale saal ko salaam

jaane waale saal ko salaam

naye saal ka, ho naye saal ka 

pehala zaam, aapke naam

happy new year 

happy new year 

happy new year 

happy new year 

happy happy happy happy new year

ho naye saal ka, pehala zaam 

aapke naam, aapke naam

happy new year 

happy new year 

happy new year 

happy new year 

happy happy happy happy new year

chehro par chehre anjane

kaun kisiko abb pehchane 

chehro par chehre anjane

kaun kisiko abb pehchane 

kiske dil mein kya hai jaane

aaj nigaaho se lete hai 

log jubaan ka kaam

aapke naam, happy new year

ho naye saal ka pehla zaam, aapke naam

are bade miya ka haal to dekho

uf ye umr yeh chaal to dekho

masti mein hain sab mastaane 

yaar naye kuch dost purane 

masti mein hain sab mastaane 

yaar naye kuch dost purane 

shayar aashiq aur deewaane

ek jagah par jama huye hain

shehar ke sab badnaam

aapke naam, happy new year

ho naye saal ka pehla zaam, aapke naam

han to main kya keh raha tha

hujur aap adan pakshi ki likhi 

tota maina ki kahani suna rahe the

sunaiye na, are han 

phir tote se boli maina 

yaad rahegi aaj ki raina

phir tote se boli maina 

yaad rahegi aaj ki raina

naye saal ka oye kya kehana

bhor bhai sab panchhi jaage

jaago ho totaaraam

aapke naam, happy new year

ho naye saal ka pehala zaam, aapke naam 

naye saal ka pehala zaam, aapke naam 

happy new year

happy new year

happy new year

happy new year

happy happy happy happy new year

happy new year

happy new year

happy new year

happy new year

happy happy happy happy new year

Explore this song