Roman script
aane waala pal wo aa raha hai jaane waala pal ye ja raha hai aane waala pal wo aa raha hai jaane waala pal ye ja raha hai nai manzilo ko hai tera intazar aane waala pal wo aa raha hai mana abhi hai raaho me manjil hai lekin nigaaho me mana abhi hai raaho me manjil hai lekin nigaaho me kal ke sapne hai aankho me phul mahakte hai saanso me kahta hai dil kahta hai baar baar kahta hai ek din to aayegi bahaar diwane hai ham diwane hai masti ke lab pe tarane hai aane wala pal wo aa raha hai dil jo kahega kar jayenge taaro ko ham tod layenge kahta hai dil kahta hai baar-baar kya bekraari se lena mere yaar aane waala pal wo aa raha hai jaane waala pal ye ja raha hai aane waala pal wo aa raha hai jaane waala pal ye ja raha hai nai manzilo ko hai tera intazar
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: Anand Raj Anand
- Singer: Zubeen Garg
- Singer: Abhijeet
- Singer: Babul Supriyo
- Film / album: Plan (2004)
- Composer: Anand Raj Anand
- Lyricist: Dev Kohli
- Actor: Dino Morea
- Actor: Rohit Roy
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Bikram Saluja
- Actor: Sanjay Suri
- Actor: Mahesh Manjrekar
- Actor: Priyanka Chopra
- Actor: Sameera Reddy
- Actor: Riya Sen
- Actor: Payal Rohatgi
- Actor: Mukesh Khanna
- Actor: Dinyar Contractor
- Actor: Milap Zaveri
- Actor: Razzak Khan
- Actor: Sanjay Mishra
- Actor: Sharad Kapoor
Song video
singer: Udit Narayan, Anand Raj Anand, Zubeen Garg, Abhijeet, Babul Supriyo
