Roman script

aane do aane do ab zuba pe dil ki khaniyo ko

bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko

aane do aane do  

ho kaise bayan juba se ye dil ki dasta ho

ho itna bhut hai mujhko tum mujhpe meharba ho

kuch naam de do

kuch naam de do apni in meharbaniyo ko

bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko 

aane do aane do ab zuba pe dil ki khaniyo ko

maine kasam uthake wade kai kiye hai 

oo maine kasam uthake wade kai kiye hai 

is dil ke shok tumko tohfe kai diye hai 

tohfe kai diye hai tohfe kai diye hai 

rakhna sambhal ke

rakhna sambhal ke tum meri nishaniyo ko

bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko 

bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko

aane do ab zuba pe dil ki khaniyo ko

mai ab na ji sakunga tum bin ye yaad rakhna

oo mai ab na ji sakunga tum bin ye yaad rakhna

dil to laga rahe ho lekin ye yaad rakhna

lekin ye yaad rakhna dil se laga ke 

dil se laga ke rakhte hai dil ke janiyo ko 

bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko 

bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko

aane do aane do ab zuba pe dil ki khaniyo ko

bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko 

bahne do bandh tod ke dariya ke paniyo ko 

aane do aane do aane do aane do

aane do aane do aane do aane do

Explore this song