Roman script

dukh ke jalte huve alao mann ki pida, tan ki ghavo 
dukh ke jalte huve alao mann ki pida, tan ki ghavo 
tumne ye sansaar se paaya, tumne sansaar se paaya 
tum ho jalti dhup se haare par main ab hu sang tumhare 
ha kar dungi aanchal ki chhaya, kar dungi aanchal ki chhaya
mere bhagya me jo amrit hai, bund bund main tumko de du 
jitna bhi vish tumko mila hai, wo saara vish main pi lu 
sanne jaise baadal banke, ab tak tum par vish barsaya 
par ab main hu sang tumhare kar dungi aanchal ki chhaya
pyar se jo koi chhule to, har pida kam hoti jati hai 
dukh ki alan bujh naa paye to maddham ye kuchh ho hi jaati hai 
jis pal tak tum ekaki the har pal suna pal gilaya 
par ab main hu sang tumhare kar dungi aanchal ki chhaya
dukh ke jalte huve alao mann ki pida, tan ki ghavo 
tumne ye sansaar se paaya, tumne ye sansaar se paaya
tum ho jalti dhup se haare par main ab hu sang tumhare 
ha kar dungi aanchal ki chhaya, kar dungi aanchal ki chhaya

Song details

Song video

Watch on YouTube