Roman script

ve wajah mujhe dhokha diya mita diya 

ve wajah kyun ab chup chap hai 

tu muhjko de bta

de de mera dil mujhe ab or na sata

aana nahi tu ab kabhi 

aana nahi tu ab kahin

seene me jo jahil dil hai 

ye toh khud ka hi katil hai

tu bewafa hai ye janta hai 

fir kyu na jane tujhe chahata hai 

aana nahi tu ab kabhi 

aana nahi tu ab kahin

marna chahu mar na paun

kaisi musibat hai main kya bataun

behte aasu kehte hai ye 

tujhko in me main duba du

aana nahi tu ab kabhi 

aana nahi tu ab kahin

Explore this song