Roman script

aana mere pyaar ko tum na jhuuthaa samjho jana

aana mere pyaar ko tum na jhuuthaa samjho jana

sanam tumhen paane kaa ye tha sara bahana

aana mere pyaar ko tum na jhuuthaa samjho jana

sanam tumhen paane kaa ye tha sara bahana

chalo bhi jo huaa jaane do

bahut ho chukaa jaane do

chalo bhi jo huaa jaane do

bahut ho chukaa jaane do

dekh meri takdir dil me kiskaa teer

aankhon me tasvir kiski hai sanam

chhodo chhodo haath jaanu teri jaat

jhuthi hai har baat jhuthi har kasam

ho jhutha hun yaa sachha hun jaane sara zamana

ho aana mere pyaar ko tum na jhuuthaa samjho jana

sanam tumhen paane kaa ye tha sara bahana

chalo bhi jo huaa jaane do

bahut ho chukaa jaane do

chalo bhi jo huaa jaane do

bahut ho chukaa jaane do

tumne fenkaa jaal ulti pad gai chaal

ab mister janjaal rasta naapie

aise to na yaar dil ko thokar maar

samjho meraa pyaar kudaa ke lie

samjh gai ab chhodo zyada baaten banana

aana mere pyaar ko tum na jhuuthaa samjho jana

aana mere pyaar ko tum na jhuuthaa samjho jana

sanam tumhen paane kaa ye tha sara bahana

chalo bhi jo huaa jaane do

bahut ho chukaa jaane do

chalo bhi jo huaa jaane do

bahut ho chukaa jaane do

chalo bhi jo huaa jaane do

bahut ho chukaa jaane do

Explore this song