Roman script

aalsi sawan badri udaye

man papihara pyasa reh jaaye

bhigi bhigi khidaki se dekhta hun

koi aa jaaye shayad, koi aa jaaye

aalsi sawan badri udaye

man papihara pyasa reh jaaye

bhigi bhigi khidaki se dekhta hun

koi aa jaaye shayad, koi aa jaaye

aalsi sawan badri udaye

man papihara pyasa reh jaaye

bhigi bhigi khidaki se dekhta hun

koi aa jaaye shayad, koi aa jaaye

aalsi sawan badri udaye

bijali ki taaron pe jhulti bunde

soch rahi hai kya meri hi baate

bijali ki taaron pe jhulti bunde

soch rahi hai kya meri hi baate

soch me bund ka bhiga chehra

chhalak chhalak jaaye ras barsaye

aalsi sawan badri udaye

man papihara pyasa reh jaaye

bhigi bhigi khidaki se dekhta hun

koi aa jaaye shayad, koi aa jaaye

aalsi sawan badri udaye

mahanagari me rehta hun

jhuthe dilaase jeeta hun

mahanagari me rehta hun

jhuthe dilaase jeeta hun

yaado ke daane bunnta hun

niyon light ne kiye ishare

mahanagari saavan sanware

niyon light ne kiye ishare

mahanagari saavan sanware

kash ye mera likha sandesha

kali daastan me bhi le jaaye

aalsi sawan badri udaye

man papihara pyasa reh jaaye

bhigi bhigi khidaki se dekhta hun

koi aa jaaye shayad, koi aa jaaye

aalsi sawan badri udaye

Explore this song