Roman script

meri aankhon mein jo bahta hua ye pani hain 

teri chahat ki yahi aakhiri nishani hain 

maine socha tha tujhe kya magar tu kya nikla 

tu bhi auro ki tarah kitna bewafa nikla 

dur jana tha to phir pas bulaya kyu tha 

tu humara hain hain ye ahsaas dilaya kyu tha 

meri barbadi fakat teri meharbaani hain 

teri chahat ki yahi aakhiri nishani hain 

meri aankhon mein jo bahta hua ye pani hain 

humto barbad huye bas yahi khata karke 

jhuthe vadon pe sada tere bharosa karke 

kaun se dil se bata tune bhulaya mujhko 

karke dhokha ye mere sath mila kya tujhko 

maine ki tujhse wafa ye meri nadani hain 

teri chahat ki yahi aakhiri nishani hain 

meri aankhon mein jo bahta hua ye pani hain

Explore this song