Roman script

aakhri shaam hai jo mere naam hai

pilo meri jaan-e-jaan aakhri jaam hai

aakhri shaam hai jo mere naam hai

pilo meri jaan-e-jaan aakhri jaam hai

kal yaha ho naa ho, ab kise ye khabar

kal yaha ho naa ho, ab kise ye khabar

bharke jee lo abhi, chhota hai ye safar

aakhri shaam hai jo mere naam hai

pilo meri jaan-e-jaan aakhri jaam hai

koi ye jane naa kaun kho jayega

koi ye jane naa kaun kho jayega

koi ye jane naa kaun kho jayega

koi ye jane naa kaun kho jayega

kiski kismat chamkegi, kaun maara jayega

aakhri shaam hai jo mere naam hai

pilo meri jaan-e-jaan aakhri jaam hai

aakhri shaam hai jo mere naam hai

pilo meri jaan-e-jaan aakhri jaam hai

khul ke jee zindagi bas yahi kaam hai

khul ke jee zindagi bas yahi kaam hai

naa jiye jo is tarah to jeena ilzaam hai

aakhri shaam hai jo mere naam hai

pilo meri jaan-e-jaan

aakhri shaam hai jo mere naam hai

pilo meri jaan-e-jaan aakhri jaam hai

kal yaha ho naa ho, ab kise ye khabar

kal yaha ho naa ho, ab kise ye khabar

bharke jee lo abhi, chhota hai ye safar

aakhri shaam hai, aakhri jaam hai

aakhri shaam hai, aakhri jaam hai

aakhri shaam hai, aakhri jaam hai

aakhri shaam hai, aakhri jaam hai

aakhri shaam hai

Explore this song