Roman script

dhadkane khamosh hai kuch kehti nahi ye aakhari alvida na ho

chahate ankho se behti nahi ye aakhari alvida na ho

iss dard dil mein, dil mein rehne do jo khauf hai

ankhon se, ankho se kehne do dukh ki nadi chup chap behne do

jo kehna hai tum dheere se keh do ye aakhari alvida na ho

ye aakhari alvida na ho

dhadkane khamosh hai kuch kehti nahi ye aakhari alvida na ho

sab yaaden, jo bandhe the bandhan kajal, bindiya

hathon mein kangan, mehki rehti thi menhdi

gata rehta tha sawan in yado ko sapno mein rehne do

ye aakhari alvida na ho, ye aakhari alvida na ho

dhadkane khamosh hai kuch kehti nahi ye aakhari alvida na ho

chahate ankho se behti nahi ye aakhari alvida na ho

ye aakhari alvida na ho

Explore this song