Roman script

aake tujh par aaj kar du mai nyochavar jindgi 

ha nahi hai tere gam se mujhko badhkar jindgi 

dil ko shayad gam hi degi jindgi bhar jindgi 

apne hatho me liye hai kitne patthar jindgi 

aake tujh par aaj kar du mai nyochavar jindgi 

ho gam ki kaali raat se mayus kyu ho is kadar 

gam ki kaali raat se mayus kyu ho is kadar 

hoke khud apne andhero se paresha kya khabar 

rasto me khud jala de shama haskar jindgi 

aake tujh par aaj kar du mai nyochavar jindgi 

dil ko shayad gam hi degi jindgi bhar jindgi 

pyar tera meharba hai aur jaha na meharba

phul ke badle mile hai dil ko jakhmo ke nisha

kya batau tujhko kitni hai sitamgar jindgi 

aake tujh par aaj kar du mai nyochavar jindgi

Explore this song