Roman script

aake shama ke karib jo parwana palat jaye

to ye shama pe parwane ka hai kitna sitam haye kitna sitam

deke husn ko aawaz kare ishk agar naz

koi deke dil ka raz jo chupaye dil ka raz

to ye raz ke chupana ka hai kitna sitam

haye kitna sitam aake shama ke karib

aake shama ke karib jo parwana palat jaye

ye rang ye bahar ye phulo ka karwa

aise me chhod ke mujhe joage tum kaha

chode pakad ke hath agar tujhko meharba

to ye sath na nibhane ka hai kitna sitam aake shama ke karib

aake shama ke karib jo parwana palat jaye

dhadkan bani hai phul mohabbat bani hai taj

aise me jara kah do kah do kah do dil ka raz

yu husn ke huzur kare ishk agar naz

to ye naz ke dikhane ka hai kitna sitam

haye kitna sitam aake shama ke karib

aake shama ke karib jo parwana palat jaye

to ye shama pe parwane ka hai kitna sitam haye kitna sitam

aake shama ke karib jo parwana palat jaye

Explore this song