Roman script
teri ye aankhein, mujhe banwra kare aankhon me meri, kai rang hai bhare sau baar ye kahe dil, ke aaja tujhe pyar kare sau baar ye kahe dil, ke aaja tujhe pyar kare oh meri humdum dil ki zara sun baahon me aa beekhre sau baar ye kahe dil, ke aaja tujhe pyar kare sau baar ye kahe dil, ke aaja tujhe pyar kare aankhon me dekha jo tune toh bata kya dekha haan maine hai naam tumhara surme se likha ye surme ki dhari kare hai hoshiyari kya padhe kya na padhe sau baar ye kahe dil ke, aaja tujhe pyar kare sau baar ye kahe dil ke, aaja tujhe pyar kare tu to sukun hai mera, main piya shor hu haan pehle thi aur koi main ab koi aur hu na tuhi badli hai, na main hi badla hu badli hai bas nazrein sau baar ye kahe dil, ke aaja tujhe pyar kare oh mer humdum dil ki zara sun baahon me aa bikhre sau baar ye kahe dil, ke aaja tujhe pyar kare sau baar, ke aaja, ke aaja tujhe pyar kare ke aaja tujhe pyar kare, ke aaja tujhe pyar kare
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: Yamla Pagla Deewana (2011)
- Composer: Sandesh Shandilya
- Lyricist: Irshad Kamil
- Actor: Dharmendra
- Actor: Sunny Deol
- Actor: Bobby Deol
- Actor: Kulraj Randhawa
- Actor: Nafisa Ali
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Johny Lever
- Actor: Puneet Issar
- Actor: Mukul Dev
- Actor: Himanshu Mallik
- Actor: Sucheta Khanna
- Actor: Amit Mistry
- Actor: Emma Brown
- Actor: Digvijay Rohildas
- Actor: Krip Suri
- Actor: Gurbachan
- Actor: Lokesh Tilakdhari
- Actor: Nikunj Pandey
- Actor: Raj
actor: Dharmendra, Sunny Deol, Bobby Deol