Roman script

aaja sun le sada tu hai kaha 

jaan-e-vafa aa ja aa ja

aayi hai mere hatho mein 

tu mushqil se meri jaan 

tu mushqil se meri jaan

tujhe to main chhodunga nahi 

jayegi bachke kaha

aayi hai mere hatho mein

maariya mariya aaja sun le

aa ja aa ja aaja sun le sada

tu hai kha mere khuda aa ja 

aa ja aa ja aaja sun le sada

tu hai kha mere khuda aa ja 

mujh mein dabi hain chingariya 

shola badan hun mujhko na chhu

vahashi divaane nazdik na aa 

aisa na ho ki jal jaaye tu

aaya mere haathon mein 

tu kaise bachaayega jaan

are tujhe na chhodungi mai

bach ke jayega khan

mujhe chhedega to yu hi saza dungi tujhe

mujhe rokega to zinda jala dungi tujhe

mujhe chhedega to yu hi saza dungi tujhe

mujhe rokega to zinda jala dungi tujhe

taange teri todungi uth ke bata 

aankhe teri phodungi aakhe to dikha

aaja sun le sada

Explore this song