Roman script

aaja ri aa nindiya tu aake na ja

nindiya nanhi si aankho me ghul mil ja

aaja ri aa nindiya tu aake na ja

nindiya nanhi si aankho me ghul mil ja

aaja ri aa nindiya

bag me koi kali jo chatke khul aankh iski khul jati hai

hawa se kah do dhire aaye 

hawa se kah do dhire aaye, nind kisi ko aati hai

nind kisi ko aati hai, nind kisi ko aati hai

aaja ri nindiya tu aake na ja

nanhe ki aankho me ghul mil ja

aaja ri nindiya

suraj ki dhup hai dunia subah ko hai aur nahi

dil ki kahani kya kahiye aawaz to hai anzam nahi

huk si dil me uthuti hai, jab yad kisi ki aati hai

yad kisi ki aati hai, yad kisi ki aati hai

aaja ri nindiya tu aake na ja

nanhi is aankho me tu ghul mil ja

aaja ri nindiya

Explore this song