Roman script

aaja meri rani tujhko prem ka path padha du

aaja meri rani tujhko prem ka path padha du

dhadak dhadak dil dhadak raha hai

dhadkan tujhe suna du

taine jaipur ki chundadi manga du 

aaja ae mari chhamak chhallo

taine jaipur ki chundadi manga du 

aaja ae mari chhamak chhallo

aaja meri rani tujhko prem ka path padha du

are aaja meri rani tujhko prem ka path padha du

dhadak dhadak dil dhadak raha hai

dhadkan tujhe suna du

taine jaipur ki chundadi manga du 

aaja ae mari chhamak chhallo

taine jaipur ki chundadi manga du 

aaja ae mari chhamak chhallo

are dekh ke teri chaal soniye 

dil ye machal gaya hai

fike hai sab tere aage 

tera husn naya hai

oye hoye dekh ke teri chaal soniye 

dil ye machal gaya hai

fike hai sab tere aage

tera husn naya hai

matak matak yu balkhake yu itrake chalti hai

taine assi kali ko ghaagaro manga du 

aaja ae mari chhamak chhallo

taine assi kali ko ghaagaro manga du 

aaja ae mari chhamak chhallo

todke sari kasme 

rasmo ki deewaar gira de

pagal ho ja mere pyar mein

pagal mujhe bana de

ha todke sari kasme 

rasmo ki deewaar gira de

pagal ho ja mere pyar mein

pagal mujhe bana de

mere dil se dil ko lagale

apna mujhe bana le

mari rani taine hivade su laga lu 

aaja ae mari chhamak chhallo

ae mari rani taine hivade su laga lu 

aaja ae mari chhamak chhallo

aaja meri rani tujhko prem ka path padha du

are aaja meri rani tujhko prem ka path padha du

dhadak dhadak dil dhadak raha hai

dhadkan tujhe suna du

taine jaipur ki chundadi manga du 

aaja ae mari chhamak chhallo

taine jaipur ki chundadi manga du 

aaja ae mari chhamak chhallo

taine jaipur ki chundadi manga du 

aaja ae mari chhamak chhallo

taine jaipur ki chundadi manga du 

aaja ae mari chhamak chhallo

Explore this song