Roman script

yaara mere yaara mere dildara yaara mere yaara mere dildara

aaja main padha dun tujhe pyar ka pahada

sun tak sun o sun sun sun sun sun sun sun meri sun 

sun tak sun ae sun sun sun sun sun sun sun meri sun 

ek duuni do do duuni chaar rut hai bahar ki aao kare pyar 

teen duuni teen duuni main to bhul gayi 

bhul gayi master ji aap gaiye na 

acha to suno 

teen duuni chh to chaar dunni aath

dil se mila ke dil sun dil ki baat

dil bhi tu hai jaan bhi tu dil ka armaan tu hai 

sare jahan se badh ke mera imaan tu hai 

tera hi andaaj to laage bada pyara 

yaara mere yaara mere dildara yaara mere yaara mere dildara

aaja main padha dun tujhe pyar ka pahada

sun tak sun o sun sun sun sun sun sun sun meri sun 

panch duuni dus to chh duuni barah

tera mera pyar jaise jamuna ki dhara 

saat duuni chaudah to aath duuni solah

mere ghar aayega tu leke kab dola 

shahnai  dil me mere kab se baj rahi hai jaanam

betab do dilo ka hoke rahega sangam

jawani ki naiya ka tu hi hai kinara 

yaara mere yaara mere dildara yaara mere yaara mere dildara

aaja main padha dun tujhe pyar ka pahada

sun tak sun o sun sun sun sun sun sun sun meri sun 

aath duuni solah to nau duuni atharah

ab to baba maan ja mere dil hara

nau duuni atharah to das duuni bees

le le ye jawani apne pyar ki tu fees 

maine jo bhi chaha tha us se mil gaya hai jyada  

teri kasam tere sang hai jeene marne ka irada

jo bhi chahe kar le sab kuch maine tujh pe vaara 

yaara mere yaara mere dildara yaara mere yaara mere dildara

samjh gaya mai tere pyar ka pahada

sun tak sun o sun sun sun sun sun sun sun meri sun 

sun tak sun ae sun sun sun sun sun sun sun meri sun

Explore this song