Roman script

aaja gori baanki chhori, dhire dhire chori chori 

dil ki atariya, dil ki atariya 

aaja gori baanki chhori, dhire dhire chori chori 

dil ki atariya, dil ki atariya 

chupke cupke sabse chhupke

aana dabe panw kahi 

baj na jaye teri payaliya 

daru kyu jag se piya, maine tujhse pyaar kiya 

mere sanwariya, mere sanwariya 

daru kyu jag se piya, maine tujhse pyaar kiya 

mere sanwariya, mere sanwariya 

tujhko maine apana mana

jane le kali kali glai gali 

saari najariya, sari najariya 

aaja gori baanki chhori, dhire dhire chori chori 

dil ki atariya, dil ki atariya 

daru kyu jag se piya, maine tujhse pyaar kiya 

mere sanwariya, mere sanwariya 

dekhu tujhe meri najar jidhar jidhar jaaye re

jidhar jidhar jaaye re, jidhar jidhar jaaye re 

jhanku tere nain me tan nikhar nikhar jaaye re 

nikhar nikhar jaaye re, nikhar nikhar jaaye re 

tu hansi hain main jawa hu

pal pal pade nasha 

pyaar ka ab saari uamariya 

daru kyu jag se piya, maine tujhse pyaar kiya 

mere sanwariya, mere sanwariya

ho aaja gori baanki chhori

dhire dhire chori chori 

dil ki atariya, dil ki atariya 

jhume mere jiya aai rut badi matwaali re 

rut badi matwaali re, rut badi matwaali re 

gore gore mukhde pe ye, aankhe kaali kaali re 

aankhe kaali kaali re, aankhe kaali kaali re 

phulo jaisa tan hain mera, mujhe dar laage 

kahi chubh na jaaye teri najariya 

aaja gori baanki chhori, dhire dhire chori chori 

dil ki atariya, dil ki atariya 

daru kyu jag se piya, maine tujhse pyaar kiya 

mere sanwariya, mere sanwariya 

chupke cupke sabse chhupke

aana dabe panw kahi 

baj na jaye teri payaliya 

daru kyu jag se piya, maine tujhse pyaar kiya 

mere sanwariya, mere sanwariya

ho aaja gori baanki chhori

dhire dhire chori chori 

dil ki atariya, dil ki atariya 

ho daru kyu jag se piya

maine tujhse pyaar kiya 

mere sanwariya, mere sanwariya 

ha dil ki atariya, mere sanwariya 

dil ki atariya, ho mere sanwariya 

dil ki atariya

Explore this song