Roman script

aaja dilruba janeja bewafa 

aaja dilruba janeja bewafa 

ye zindagi kuch bhi nahi tere bina 

aaja dilruba janeja bewafa 

aaja dilruba janeja bewafa 

ye zindagi kuch bhi nahi tere bina 

aaja dilruba janeja bewafa 

aaja dilruba

tu mujhse ruth gaya har khushi loot gaya 

jab bhi tujhe yad kiya mera dil tut gaya 

tu mujhse ruth gaya har khushi loot gaya 

jab bhi tujhe yad kiya mera dil tut gaya 

o bewafa bewafa bewafa 

aaja dilruba janeja bewafa 

aaja dilruba janeja bewafa 

ye zindagi kuch bhi nahi tere bina 

aaja dilruba janeja bewafa 

aaja dilruba 

hai meri ye dua khush rahe tu sada 

tune jo gam diya usme bhi hai nasha 

hai meri ye dua khush rahe tu sada 

tune jo gam diya usme bhi hai nasha 

o bewafa bewafa bewafa 

aaja dilruba janeja bewafa 

aaja dilruba janeja bewafa 

ye zindagi kuch bhi nahi tere bina 

aaja dilruba janeja bewafa 

aaja dilruba 

raat ka hai sama dard bhi hai jawa 

tej hain aandhiya jal rahi hai sama 

raat ka hai sama dard bhi hai jawa 

tej hain aandhiya jal rahi hai sama 

o bewafa alvida bewafa 

aaja dilruba janeja bewafa 

aaja dilruba janeja bewafa 

ye zindagi kuch bhi nahi tere bina 

aaja dilruba janeja bewafa 

aaja dilruba janeja bewafa  

ye zindagi kuch bhi nahi tere bina 

aaja dilruba janeja bewafa 

aaja dilruba janeja bewafa  

ye zindagi kuch bhi nahi tere bina 

aaja dilruba janeja bewafa 

aaja dilruba

Explore this song