Roman script

ho ho ho ho hoye hoye ha ha ha ha 
garmi ka mosam us pe ye gusa 
garmi ka mosam us pe ye gusa 
o gusa acha nahi hota mere sajana
o aaja chatri ki chav me 
o aaja chatri ki chav me 
o aaja chatri ki chav me 
o aaja aaja chatri ki chav me 
o aaja chatri ki chav me 
kali chatri kala chasma hogi kali dulhniya
are kali chatri kala chasma hogi kali dulhniya
tune ager thukra di sajan hamse gori sajniya 
are tune ager thukra di sajan hamse gori sajniya re sajana
re sajana re sajana payega kahi ye andaz na
o aaja chatri ki chav me 
aaja chatri ki chav me 
o aaja chatri ki chav me 
aaja aaja chatri ki chav me 
o aaja chatri ki chav me 
haye najuk tan sajan mere ka tikhi dhup aasad ki
are najuk tan sajan mere ka tikhi dhup aasad ki
sajan ko jo chav na de wo sajni bekar ki 
re sajan ko jo chav na de wo sajni bekar ki re sajna 
re sajna re sajna chav du julfo ki aau baj na 
o aaja chatri ki chav me 
o aaja chatri ki chav me 
o aaja chatri ki chav me 
o aaja aaja chatri ki chav me 
o aaja chatri ki chav me
aaj kahu aaja chatri me rasta kat jayga
are aaj kahu aaja chatri me rasta kat jayga
dil dekar jivan bhar chav aur kaha payega
dil dekar jivan bhar chav aur kaha payega re sajana
re sajana re sajana kal wapis aayga ye aaj na
o aaja chatri ki chav me 
aaja chatri ki chav me 
o aaja chatri ki chav me 
aaja aaja chatri ki chav me 
o aaja chatri ki chav me 
garmi ka mosam us pe ye gusa 
garmi ka mosam us pe ye gusa 
o gusa acha nahi hota mere sajana
o aaja chatri ki chav me 
o aaja chatri ki chav me 
o aaja chatri ki chav me 
o aaja aaja chatri ki chav me 
o aaja chatri ki chav me

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Shabbir Kumar