Roman script

phulo ka mausam hain aaja 

hontho pe sargam hain aaja 

sholo pe sabnam hain aaja 

tu mera hamdam hain aaja 

bhigi fajaaye karu kya

saanso pe saanse bhru kya 

tu hi nahi jab yaha to 

dil se duaaye karu kya 

khile na kaliya tere bina 

adhuri hain rangreliya tere bina 

phulo ka mausam hain aaja 

hontho pe sargam hain aaja 

sholo pe sabnam hain aaja 

tu mera hamdam hain aaja 

tu meri bekhudi, tu meri har khushi 

tu meri bandagi, tu meri zindagi 

phulo ka mausam suhana 

hontho pe dil ka fasaana 

aise me tu bhi jo hota 

to mera dil yun na rota 

tu meri bekhudi, tu meri har khushi 

tu meri bandagi, tu meri zindagi

Explore this song