Roman script

aaja aaja na 

yaha dekhnewala sunnewala koi nahi hai bas main aur tu

tu rut tu ru, tu rut tu ru

aaja aaja mere paas ya main chali aau tere paas 

ye tanhai haye haye main aur tu, tu rut tu ru

ya main hu ya tu hai ya hai ye kaali raat 

akele aa sunle tu dil ki baat 

ya main hu ya tu hai ya hai ye kaali raat 

mujhe bekrar kar, thodasa to pyar kar 

ye hai mere dil ki aarzoo tu rut tu ru 

aaja aaja mere paas ya main chali aau tere paas 

ye tanhai haye haye main aur tu, tu rut tu ru 

na socha na samjha na dekha na jaana 

na socha na samjha na dekha na jaana 

na galti pe galti tu kaisa deewana 

na socha na samjha na dekha na jaana 

main bhi aankhe churalu, tujhse daaman chhuda lu 

lekin kya karu main i love you tu rut tu ru 

aaja aaja mere paas ya main chali aau tere paas 

ye tanhai haye haye main aur tu, tu rut tu ru 

tu rut tu ru, tu rut tu ru, tu rut tu ru

Explore this song