Roman script

aaj yun mauz gam 

aaj yun mauz dar, mauz gam tham gaya 

is tarah gamzadon ko qaraar aa gaya 

jaise khushbu-e-julfen bahaar aa gayi 

jaise khushbu-e-julfen bahaar aa gayi 

jaise paigaam-e-didar yaar aa gaya 

jaise paigaam-e-didar yaar aa gaya 

aaj yun mauz dar, mauz gam tham gaya 

is tarah gamzadon ko qaraar aa gaya 

rut badlne lagi rang-e-dil dekhana 

rut badlne lagi rang-e-dil dekhana 

rut badlne lagi rang-e-dil dekhana 

rang-e-gulshan se ab haal khulta nahi 

rang-e-gulshan se ab haal khulta nahi 

jakhm chhalke koi, jakhma chhalke koi 

jakhm chhalke koi 

jakhm chhalke koi, jakhma chhalke koi

jakhm chhalke koi, jakhma chhalke koi

ashq umde ke abre bahar aa gaya 

jaise khushbu-e-julfen bahaar aa gayi 

jaise khushbu-e-julfen bahaar aa gayi 

jaise paigaam-e-didar yaar aa gaya 

aaj yun mauz gam 

khune ushaaq se jaam bharne lage 

khune ushaaq se jaam bharne lage 

jaam bharne lage, jaam bharne lage 

khune ushaaq se jaam bharne lage

dil sulagne lage daag jalne lage 

dil sulagne lage daag jalne lage 

mehfil-e-dard fir rang par aa gayi 

mehfil-e-dard fir rang par aa gayi, mehfil

fir shab-e-aarzu par nikhar aa gaya 

fir shab-e-aarzu par nikhar aa gaya 

aaj yun mauz dar, mauz gam tham gaya

faiz kya janiye faiz kya janiye 

faiz kya janiye yaar kis aas par 

faiz kya janiya yaar kis aas par 

faiz kya janiye yaar kis aas par 

faiz kya janiya yaar kis aas par 

muntaazir hain ki layega koi khabar 

muntaazir hain ki layega koi khabar 

muntaazir hain ki layega koi khabar 

maikasho par hua mohtsib mehrbaan 

dil figaaro pe qaatil ko pyaar aa gaya 

aaj yun mauj dar, mauz gam tham gaya 

bahaar aa gayi, bahaar aa gayi

is tarah gamzadon ko qaraar aa gaya 

aaj yun mauz dar, mauz gam tham gaya

Explore this song