Roman script

aaj to madhur milan hoga takdhin takdhin tandanand 

aaj to madhur milan hoga takdhin takdhin tandanand 

dulhe ki baahon mein dulhan hogi 

takdhin takdhin tandanand 

aaj to madhur milan hoga takdhin takdhin tandanand 

dulhe ki baahon mein dulhan hogi 

takdhin takdhin tandanand 

sej sajegi ha ghungat uthega 

kaliya mahkengi chudiyan khankengi 

rama kya kya hoga hungama hoga 

aaj khub jamegi duniya jhumegi duniya ghumegi 

aaj to madhur milan hoga takdhin takdhin tandanand 

dulhe ki baahon mein dulhan hogi 

takdhin takdhin tandanand 

aaj to madhur milan hoga takdhin takdhin tandanand 

dulhe ki baahon mein dulhan hogi 

takdhin takdhin tandanand 

pyaari si dulhan naazuk badan hai 

sharma rahi hai kaahe ghabra rahi hai 

chup chup ke dekhe saajan ko apne 

milne ki ghadiyan karib aa rhi hain

ye haath lgaye to iski jaan hai jaaye 

o ji baali umar hai thoda lagta bhi dar hai 

aaj khub jamegi duniya jhumegi duniya ghumegi 

aaj to madhur milan hoga takdhin takdhin tandanand 

dulhe ki baahon mein dulhan hogi 

takdhin takdhin tandanand 

khilne lagi chehre ki rawaani 

dulhe ki har dhadkan hai diwaani

har ek din ab hoga sunehra gujregi har ek raat suhani 

ae gore din me utar gayi ha ise ghayal kar gayi

chadha pyaar ka jadoo hua dil bekabu

aaj khub jamegi duniya jhumegi duniya ghumegi 

aaj to madhur milan hoga takdhin takdhin tandanand 

dulhe ki baahon mein dulhan hogi 

takdhin takdhin tandanand 

aaj to madhur milan hoga takdhin takdhin tandanand 

dulhe ki baahon mein dulhan hogi 

takdhin takdhin tandanand

Explore this song