Roman script

aaj teri baaho me aakar

aaj teri baaho me aakar

hosh kise kahi jane ka

aaj teri baaho me aakar

hosh kise kahi jane ka

yaar yahi to mauka hai

yaar yahi to mauka hai

jee lene ka mar jane ka

aaj teri baaho me aakar

hosh kise kahi jane ka

yaar yahi to mauka hai

yaar yahi to mauka hai

jee lene ka mar jane ka

aaj teri baaho me aakar

aaj tujhe pakar kyu kahi jaye dil

sar se kadam tak tu manzil hi manzil

aaj tujhe pa kar kyu kahi jaye dil

sar se kadam tak tu manzil hi manzil

sham meri teri zulfo me

subah meri teri palko me

sham savere dono mere

kyu na nashe me chal du mai

jo aashiq hai wo hi jane

jo aashiq hai wo hi jane

mauj maza diwane ka

yaar yahi to mauka hai

yaar yahi to mauka hai

jee lene ka mar jane ka

aaj teri baaho me aakar

kyu ek dil hokar do kahlaye hum

kyu na mile aise ek ho jaye hum

kyu ek dil hokar do kahlaye hum

kyu na mile aise ek ho jaye hum

amrit mera tu pee le 

jahar tera sab mai pee lu

tujh par sab kuch war ke mai bhi

kyu na amar ho kar jee lu

preet kare so matlab jane

preet kare so matlab jane

tan me aag lagane ka

yaar yahi to mauka hai

yaar yahi to mauka hai

jee lene ka mar jane ka

aaj teri baaho me aakar

hosh kise kahi jane ka

yaar yahi to mauka hai

yaar yahi to mauka hai

jee lene ka mar jane ka

aaj teri baaho me aakar

Explore this song