Roman script

aaj tara tara aasmaan se

kuch yun hein toota

jaise hawao ne aag lagake

jungle ho loota

bujhsa gaya hein ab kan kan mera

saans bhi loon to manjala ye mera

khara khara paani mein naino se kuch

yun hein choota

ghar na raha na ab sehar mera

aaj tara tara aasmaan se

kuch yun hein toota

gum bhar na paayenge hum

aise hare hein

mar hum nahi jo bandh kiye wo

darwaje hein

gum hi gaya hein ab darpan mera

rootha ye chehra kon manaye mera

khara khara paani mein naino se kuch

yun hein chuta

kuch yun hein choota

Explore this song