Roman script

aaj kayamat ho gayi 

mathe ki bindiya kho gayi

aaj kayamat ho gayi 

mathe ki bindiya kho gayi

dunia bewafa ab kya hoga kya kya hoga 

ye ab dekhna kya kya hoga 

ye ab dekhna aaj kayamat ho gayi 

mathe ki bindiya kho gayi

ye tamanna thi mohabbat se rahu milke

wo mohabbat chin li tune mere dil se

ye tamanna thi mohabbat se rahu milke

wo mohabbat chin li tune mere dil se

chahat luti arma lute

dil lut gaya mai kho gayi

ya ya ya ya ya kya kya hoga 

ye ab dekhna kya kya hoga 

aaj kayamat ho gayi 

mathe ki bindiya kho gayi

dunia bewafa ab kya hoga

kya kya hoga ye ab dekhna 

kya batau kya mere dil ka irada hai

jo na chaha tha wo shola dil me jaga hai

kya batau kya mere dil ka irada hai

jo na chaha tha wo shola dil me jaga hai

ab tu jale ya mai jalu

ab jo bhi ho yuhi jale

ya ya ya ya ya ya ya 

kya kya hoga ye ab dekhlo

aaj kayamat ho gayi 

mathe ki bindiya kho gayi

dunia bewafa ab kya hoga kya kya hoga 

ye ab dekhna kya kya hoga 

ye ab dekhna aaj kayamat ho gayi 

mathe ki bindiya kho gayi

Explore this song