Roman script

aaj pyaar kar le yaar, tu tu turu

din jawani ke hai chaar, tu tu turu

aaj pyaar kar le yaar, tu tu turu

din jawani ke hai chaar, tu tu turu

kal ki baat kal karenge, tu tu turu

mushkilo ko hal karenge, tu tu turu

aa mere sath me jhum ke gaaye ja

sa ni dha pa m g re sa

aaj pyaar kar le yaar, tu tu turu

din jawani ke hai chaar, tu tu turu

kal ki baat kal karenge, tu tu turu

mushkilo ko hal karenge, tu tu turu

aa mere sath me jhum ke gaaye ja

sa ni dha pa m g re sa

aaj pyaar kar le yaar, tu tu turu

din jawani ke hai chaar

pichhe mud ke, yaar tum na dekhna kabhi

masti kar le, mastiyo ki umar hai abhi

pichhe mud ke, yaar tum na dekhna kabhi

masti kar le, mastiyo ki umar hai abhi

tufaano ko rok le

kar le tu buland hausla

jaise chahe ji le tu

tere hatho me hai faisla

aa mere sath me jhum ke gaaye ja

sa ni dha pa m g re sa

aaj pyaar kar le yaar, tu tu turu

din jawani ke hai chaar, tu tu turu

kal ki baat kal karenge, tu tu turu

mushkilo ko hal karenge, tu tu turu

aa mere sath me jhum ke gaaye ja

sa ni dha pa m g re sa

aaj pyaar kar le yaar, tu tu turu

din jawani ke hai chaar

hum to kuch bhi, karne ke liye hai bekraar

koi aaye, saamne humaare ek baar

hum to kuch bhi, karne ke liye hai bekraar

koi aaye, saamne humaare ek baar

hum sare faulaad hai

maut se kabhi na hum dare

humse hai jindadili

jo bhi dil me aaye hum kare

aa mere sath me jhum ke gaaye ja

sa ni dha pa m g re sa

aaj pyaar kar le yaar, tu tu turu

din jawani ke hai chaar, tu tu turu

kal ki baat kal karenge, tu tu turu

mushkilo ko hal karenge, tu tu turu

aa mere sath me jhum ke gaaye ja

sa ni dha pa m g re sa

aaj pyaar kar le yaar, tu tu turu

din jawani ke hai chaar, tu tu turu

aaj pyaar kar le yaar, tu tu turu

din jawani ke hai chaar

Explore this song