Roman script

aaj phir tum hamein yaad aane lage

aaj phir tum hamein yaad aane lage

aaj phir tum hamein yaad aane lage

hum tera geet phir gungunaane lage

hmm hmm hmm yaad aane lage

aaj phir tum hamein yaad aane lage

ye tha waada mere geet gaaoge tum

lay sawaaron ke tum swar sajaaoge tum

yeh tha waada mere geet gaaoge tum

lay sawaaron ke tum swar sajaaoge tum

yaad jab bhi hamaari tumhein aayegi

yaad jab bhi hamaari tumhein aayegi

muskuraaoge tum gungunaaoge tum

aaj phir tum hamein yaad aane lage

aaj phir tum hamein yaad aane lage

har naya saaj hamko bulaata raha

har naya raag humko rijhaata raha

har naya saaj hamko bulaata raha

har naya raag hamko rijhaata raha

har naye din nayi raat har pal sada

har naye din nayi raat har pal sada

tumko khothe rahe tumko paate rahe

aaj phir tum hamein yaad aane lage

aaj phir tum hamein yaad aane lage

kuchh kadam hi chale the ki badali fiza

nabh mein baadal umadane ghumadane lage

kuchh kadam hi chale the ke badali fiza

nabh mein baadal umadane ghumadane lage

daamini ki chamak se dishaayein sabhi

daamini ki chamak se dishaayein sabhi

prajwalit ho gayi dil dhadkane lage

aaj phir tum hamein yaad aane lage

aaj phir tum hamein yaad aane lage

hum tera geet phir gungunaane lage

aaj phir tum hamein yaad aane lage

aaj phir tum hamein yaad aane lage

Explore this song