Roman script

aaj phir chand ki preshani se uthta hai dhuaa

aaj phir raat gujregi teri khwab mera 

aaj phir chand ki preshani se uthta hai dhuaa

aaj phir raat gujregi teri khwab mera 

aaj phir mahaki huyi raat mein jalna hoga 

ek jal jayega pahlu to badalna hoga 

aaj phir mahaki huyi raat mein jalna hoga 

ek jal jayega pahlu to badalna hoga 

baad walo ki tarah poori huyi hain sanse 

phir kisi dard ke sahil pe utarna hoga 

aaj phir chand ki

aankh mein dubi huyi yaadon ke bina sahil 

tairate tairate jab aankho mein ghul jayenge 

aankh mein dubi huyi yaadon ke bina sahil 

tairate tairate jab aankho mein ghul jayenge 

band ho jayenge faili huyi baahon ke jahan 

aur tanhaai ke viran se khul jayenge 

aaj phir chand ki preshani se uthta hai dhuaa

aaj phir raat gujregi teri khwab mera 

aaj phir chand ki

Explore this song