Roman script

he aaj nahi to kal aayoge tum idhar

kahoge mujhse pyaar kar kahungi ja udhar

main dil na tumko dungi tumse ye kahungi kanwari hi rahungi

o diwaani gulbadan kar na diwaanapan

aur bhi hain dilruba kahin bhi dil laga

main dil na tumko dunga tumse ye kahunga kanwara hi rahunga

he aaj nahi to kal aayoge tum idhar

kahoge mujhse pyaar kar kahungi ja udhar

main dil na tumko dungi tumse ye kahungi kanwari hi rahungi

mud ke dekh to idhar ja re ja ja udhar

dil se dil ki baat kar chup bhi kar baith udhar

kyon khafa hai is kadar khaa gayi mera sar

dekh main to ro padungi haan haan

are re mere pichhe kyu padi, tujhpe main mar miti

he raah roke kyon khadi, paas aa do ghadi

lagti kya hai tu meri, tu meri zindagi

itna pyaar na jata re ja

he aaj nahi to kal aayoge tum idhar

kahoge mujhse pyaar kar kahungi ja udhar

main dil na tumko dungi tumse ye kahungi kanwari hi rahungi

o diwaani gulbadan kar na diwaanapan

aur bhi hain dilruba kahin bhi dil lagaa

main dil na tumko dunga tumse ye kahunga kanwara hi rahunga

he chaahati hu main tujhe ye mujhe pata hai

pyaar kar tu mujhe ye bharam hai tera

chhod ungi na main tujhe zid na kar maan ja

bin tere na ji sakungi haan haan haan

he rog dil ko na laga, rog to lag chuka

ishq ye hai bala, hai bala to bhi kya

main akela hi bhala, mera phir hoga kya

tera jo bhi hoga ja ja

he aaj nahi to kal aayoge tum idhar

kahoge mujhse pyaar kar kahungi ja udhar

main dil na tumko dungi tumse ye kahungi kanwari hi rahungi

o diwaani gulbadan kar na diwaanapan

aur bhi hain dilruba kahin bhi dil laga

main dil na tumko dunga tumse ye kahunga kanwara hi rahunga

Explore this song