Roman script

aaj na chhodunga pyaar main karunga

chhodo chhodo piya darta hai jiya

aaj mujhe jaane bhi do, no no no no

kal chaho jo bhi kar lena wo bhi

please mujhe jaane bhi do, no no no no

aaj na chhodunga pyaar main karunga

chhodo chhodo piya darta hai jiya

aaj mujhe jaane bhi do, no no no no 

kal chaho jo bhi kar lena wo bhi

please mujhe jaane bhi do, no no no no

tadap tadap din beeta saara

pal pal yaad mein teri guzara

dhalne laga din jab tu aayi

tune kitni der lagayi

chhutti ka din sab hai ghar par

aayi sab se jaan bachakar

jaldi keh lo jo kehna hai

aaj mera mushkil rehna hai

aaj na chhodunga pyaar main karunga

chhodo chhodo piya darta hai jiya

aaj mujhe jaane bhi do, no no no no

kal chaho jo bhi kar lena wo bhi

please mujhe jaane bhi do, no no no no

ek taraf humdono jo aaye

dar hai naav ye doob na jaaye

dur hi rahne mein hai bhalaai

chhedo na pyaar ki tum shahnaai

kab tak dur rahenge bataao

dube to dube paas aa jaao

ho jaane do dilo ka sangam

jaaye jaan to jaaye kyaa gam

aaj na chhodungi pyaar main karungi

Explore this song