Roman script

aaj mile kal bichad gaye

ulfat hamko ras na aayi aaj mile

ho dunia wale aisa kyu

abhi mohabbat abhi judai

ulfat hamko ras na aayi

arman liye dil ke jinme

hum unse dur chale

dil roya aankhe bhar aayi

bebas the majbur chale

ek dard utha hai sine me

ek dard utha hai sine me

ek aas lab pe ye aayi

ulfat hamko ras na aayi

ho dunia wale aisa kyu

abhi mohabbat abhi judai

ulfat hamko ras na aayi

pahle jo khabar hoti uski

hum kabhi na dil ko lagate

wo lakh hame aakar kahte

hum najre bacha jate

haye najar milake hue juda

haye najar milake hue juda

nakam mohabbat teri duhai

ulfat hamko ras na aayi

aaj mile kal bichad gaye

ulfat hamko ras na aayi aaj mile

ho dunia wale aisa kyu

abhi mohabbat abhi judai

ulfat hamko ras na aayi

Explore this song