Roman script

aaj meri kismat ka chamka sitara chamka sitara
mil gaya hai mujhko mera pyara mil gaya hai mujhko mera pyara 

tute huye dil ko mile jaise sahara dubte naiya ko mile jaise kinara
mil gaya hai mujhko mera pyara mil gaya hai mujhko mera pyara 
aaj meri kismat ka chamka sitara chamka sitara
mil gaya hai mujhko mera pyara mil gaya hai mujhko mera pyara 
meri tamnnao duniya huyi roshan hosh me aaye mere matwale sajan

fir se umngo ne mere dil ko sambhala 
mil gaya hai mujhko mera pyara mil gaya hai mujhko mera pyara 
lab pe hansi khoyi huyi thi dil me khushi soyi huyi thi 

soyi ummido ne meri mujhko pukara mujko pukara 
mil gaya hai mujhko mera pyara mil gaya hai mujhko mera pyara 
aaj meri kismat ka chamka sitara chamka sitara
mil gaya hai mujhko mera pyara mil gaya hai mujhko mera pyara

Song details

Song video

Watch on YouTube