Roman script

aaj mai bund hu, bund hu barish ki

aaj mai hu leher, leher hu khwaish ki

aaj mai aasmaan se aayi hu

aaj mai dhoop hu, mai bahare laayi hu

sapno ke saath mai rahne lagi hu

unse yeh baat mai kahne lagi hu

armano ka mila mujh ko samandar

maujo ke saath mai bahne lagi hu

aaj mai bund hu, bund hu barish ki

aaj mai hu leher, leher hu khwaish ki

aaj aisa hai lagne laga

soya har khwab jagne laga

aaj mai bhi mahakne lagi

ye jaha bhi chamakne laga

dil ki dhadkan bhi wo hai

teri uljhan bhi wo hai

usko suna de apni dil ki sadha

sapno ke sath tum rah ne lagi ho

mujh se yeh bat tum kah ne lagi ho

armano ka mila tum ko samandar

maujo ke saath tum bah ne lagi ho

aaj mai bund hu, bund hu barish ki

aaj mai hu leher, leher hu khwaish ki

aaj mai aasmaan se aayi hu

aaj mai dhoop hu, mai bahare laayi hu

sapno ke saath mai rahne lagi hu

unse yeh baat mai kahne lagi hu

armano ka mila mujh ko samandar

maujo ke saath mai bahne lagi hu

sapno ke saath mai rahne lagi hu

unse yeh baat mai kahne lagi hu

armano ka mila mujh ko samandar

maujo ke saath mai bahne lagi hu

Explore this song