Roman script

aaj mai upar aasman niche, aaj mai aage jamana hai pichhe 

tell me o khuda abb mai kya karu, chalu sidhi ki ulti chalu

aaj mai upar aasman niche

yuhi bin bat ke chhalke jaye hansi dole jab hawa laage gudgudi

sambhalu gir padu arre arre arre arre arre 

tauba kya karu, chalu sidhe ki ulti chalu

aaj mai upar aasman niche, aaj mai aage jamana hai pichhe

aaj mai upar aasman niche, aaj mai aage jamana hai pichhe 

tell me o khuda abb mai kya karu, sar ke bal ya kadam se chalu

aaj mai upar aasman niche

jhume ja mauj me rukna naa janejan 

dekhu yeh tarang rukti hai kaha

jhume ja mauj me rukna naa janejan 

dekhu yeh tarang rukti hai kaha 

mai bhi tere sang in lehro pe chalu 

sar ke bal ya kadam se chalu

aaj mai upar aasman niche, aaj mai aage jamana hai pichhe 

aaj mai upar aasman niche, aaj mai aage jamana hai pichhe 

tell me o khuda abb mai kya karu, chalu sidhi ki ulti chalu

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song