Roman script

geet judati ke gau aasao ke deep jalake piya milan ko jau
aaj mai jogan banke virogan banke wahi chali re jaha gaya 
pritam pyara
ab koi rah batade mujhe samjhade 
wo kaun gali re jaha base meet hamara
aaj nasibo mari ki hasti kismat so gayi so gayi
bichad gaya hai man ka 
sathi sare jagat me so gayi so sayi
ab mere pyar ki dunia dular ki dunia ujad gayi re
mera ab kaun sahara aaj 
mai jogan banke virogan banke
wahi chali re jaha gaya pritam pyara
ghor ghataye chayi hai jhum ke badal aaye badal aaye
jalte dil ki kaise dhadkan pal pal use bulaye
mor papiha gaye koyaliya gaye 
mai ro padi re mujhe mere pi ne pukara
aaj mai jogan banke virogan 
banke wahi chali re jaha gaya pritam pyara

Song details

Song video

Watch on YouTube