Roman script

boom boom, boom boom

boom boom, boom boom

boom boom, boom boom

boom boom, boom boom

ye din hai diwana are lo badla zamana

ye din hai diwana are lo badla zamana

ha gaya jo tha purana 

purana purana, purana purana

naya ye saal hai, nayi ye chal hai

udleyi zuzuzuzu, udleyi oo, udleyi oo

naya ye saal hai, nayi ye chaal hai

woh aaya, woh chaya, khushi se dil ye gaya

kyunki aaj tu ho gayi jawan, aaj tu ho gayi jawan

aaj tu ho gayi jawan, aaj tu ho gayi jawan

zindagi ik jaam hai, uska ye paigam hai

khulke usko pee na lo, to jeewan na tamam hai

ye jo rangeen shaam hai, wo to tere naam hai

ha tere naam hai 

ye pal hi agaz hai aur yehi anjam hai 

to peele ha peele seena taan ke jeele

kyuki aaj tu ho gayi jawan

aaj tu ho gayi jawan, aaj tu ho gayi jawan

aaj tu ho gayi jawan, aaj tu ho gayi jawan

aaj tu ho gayi jawan, aaj tu ho gayi jawan

ha jeevan ik nasha hai ik khumar hai

jise mujhe pyar hai sau sau bar hai

jab tak mujh me hai hosh, jab tak dil me hai josh 

jab tak tu hai madhosh

mai jeelu ha jeelu aur aaj khulke peelu 

kyunke aaj mai ho gayi jawan

aaj mai ho gayi jawan, aaj mai ho gayi jawan

aaj mai ho gayi jawan, aaj mai ho gayi jawan

stupid boy jeeyo peeyo, jeeyo peeyo jeeyo

aane wala pal jane wala hai

ye shyam mastani, ye jawani dewani

ina mina dika, tere mere milan ki raina

bheegi bheegi raato me, rup tera mastana

chal chala chal mai to chala, ik aise gagan ke tale

dekha na haye re

socha na haye re aur jane kaise kab kaha

mai ho gaya jawan, mai ho gaya jawan

jawan jawan, jawan jawan

kaat re kaleja mera

jawan jawan re jawan jawan, jawan jawan

aaj mai ho gaya jawan, mai bhi to ho gayi jawan

aaj mai ho gayi jawan, jawan jawan jawan jawan

aaj sab ho gaye jawan

Explore this song