Roman script

aaj koi hai aane wala

aaj koi hai aane wala, ho aane wala

kaun ye kyu batlau, ho ye kyu batlau ho ho

ye kyu batlau

ye kyu batlau ho ho, ye kyu batlau

aaj koi hai aane wala

jiwan dware dil ye pukare, piya piya ho piya piya

piya piya ho piya piya

jiwan dware dil ye pukare, piya piya ho piya piya

subh budh hare laz ke mare, mora jiya ho mora jiya

subh budh hare laz ke mare, mora jiya ho mora jiya

kaga bole

kaga bole mere dwar, mai dekh dekh muskau ho

aaj koi hai aane wala

aaj koi hai aane wala, ho aane wala

kaun ye kyu batlau, ho ye kyu batlau ho ho

ye kyu batlau

ye kyu batlau ho ho, ye kyu batlau

aaj koi hai aane wala

aaj kisi ki aas lagi hai, machal raha hai khushi se dil

machal raha hai khushi se dil

aaj kisi ki aas lagi hai, machal raha hai khushi se dil

machal raha hai khushi se dil

man mera dole aur ye bole, piya se mil ho piya se mil

man mera dole aur ye bole, piya se mil ho piya se mil

ho dunia nachi

dunia nachi sang sang, mai jhum jhum ke gau ho

aaj koi hai aane wala

aaj koi hai aane wala, ho aane wala

kaun ye kyu batlau, ho ye kyu batlau ho ho

ye kyu batlau

ye kyu batlau ho ho, ye kyu batlau

aaj koi hai aane wala

Explore this song