Roman script

zinda akhbar hu mai julm ka shiakr hu mai

zinda akhbar hu mai julm ka shiakr hu mai

ek bebas satai hui abla ki pukar hu mai dhundta hu

dhundta hu ek bhai bahan ko agar dagar

aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar 

aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar 

koi papi kuchal gaya hai ek rakhi ko

liye suni kalai ek bhai rota hai

sochne jaisi bat hai ke aaj dunia me

din dahade jo bebaso pe sitam hota hai in hawao me

in hawao me kisne ghol diya hai ye jahar

aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar 

aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar 

aurat khilona ban gayi hai dunia me

koi bhi uski aabru se khel jata hai bhul jata hai aadmi 

ke uska aurat se maa bahan beti ke jaisa 

pawitar nata hai tute sapno se

tute sapno se ye riste kahi na jaye bikhar

aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar 

aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar 

bhid me koi kho gaya dhundta koi

shor itna hai ke awaz dub jati hai

koi bhai jo wada apna yad karta hai

bahan ki doli aankho me ubhar aati hai mere malik

mere malik garib ki duao ko de asar

aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar 

aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar

Explore this song