Roman script

yaaro jhumo naacho mauj manao, o yaaro jhumo naacho mauj manao

sab milke geet mere sang gaao, sab milke geet mere sang gaao 

gaao naacho dhum machao, gaao naacho dhum machao 

o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam 

o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam 

o dilwalo pyar se bharlo dil ka jaam 

o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam 

o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam 

pyar karnewalo ke naam 

chhod a hua teer vapas naa modo, pakda kisika daaman naa chhodo 

chhod a hua teer vapas naa modo, pakda kisika daaman naa chhodo 

ranjha bano tum majnu bano tum, ranjha bano tum majnu bano tum 

deeware todo darvaaje todo, darvaje todo

kisi hasina se dil jaake jodo

o jeenewalo ishk to hai, khuda ka naam 

o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam 

aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam 

kuchh khoke paalo, kuchh jee lo gaa lo haskar kisiko apna banalo

kuchh khoke paalo, kuchh jee lo gaa lo haskar kisiko apna banalo

baaho mein le lo, gale laga lo 

baaho mein le lo, gale laga lo 

aankho ka apni kaajal bana lo, kaajal bana lo

sabse churake dil mein chhupa lo 

o ghussewalo ishkwalo ka le lo salaam 

o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam 

o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam

o dilwalo pyar se bharlo dil ka jaam 

o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam 

o aaj ki shaam pyar karnewalo ke naam 

aaj ki shaam pyar ke naam, pyar ke naam

pyar ke naam

aaj ki shaam pyar ke naam, pyar ke naam

pyar ke naam

Explore this song