Roman script

aaj ki sham aap ke naam aaj ki sham aap ke naam

is mahfil me meri mohbaat sabko kare slaam

aaj ki sham aap ke naam aaj ki sham aap ke naam

ye bahare ye fija ye mohbaat ye wafa

jindagi jhum uthi pyar ko pyar mila

vaqt ruthe na kabhi sath chute na kabhi

jindagi khwab hi sahi khwab tute na kabhi

alaah mohabbat is duniya me

ho na kabhi badnaam aaj ki sham aap ke naam

aaj ki sham aap ke naam

dil yuhi saab rahe bajm aabad rahe

aaj ki shaam hume subaah tak yaad rahe

daur chalta hi rahe vaqt talta hi rahe

dil machalta hi hai agar dil machalta rahe

jhum ke nacho aaj iska kuch bhi ho anjaam

aaj ki sham aap ke naam aaj ki sham aap ke naam

is mahfil me meri mohbaat sabko kare slaam

aaj ki sham aap ke naam aaj ki sham aap ke naam

Explore this song