Roman script

aaj ki raat piya

aaj ki raat piya dil naa todo 

mann ki baat piya maan lo

aaj ki raat piya

dil ki kahani apni jubani tum ko sunane aayi hu

dil ki kahani apni jubani tum ko sunane aayi hu

aankho me le ke sapne suhane apna banane aayi hu

chhod  ke sath piya muh naa modo

mann ki baat piya maan lo

aaj ki raat piya dil naa todo 

mann ki baat piya maan lo

aaj ki raat piya

chanda bhi dekhe tare bhi dekhe hamko gagan ki ot se

chanda bhi dekhe tare bhi dekhe hamko gagan ki ot se

ghayal kiya hai dil tumne mera, mithi najar ki chot se

tham ke haath piya yu naa chhod o

mann ki baat piya maan lo

aaj ki raat piya dil naa todo 

mann ki baat piya maan lo

aaj ki raat piya

Explore this song