Roman script

aaj ki raat dono sath pyar ki baat chala sakte ho 

tum chaho to mere paas aur bhi aa sakte ho

ek taraf angur me lali 
ek taraf hotho ki lali 
ek taraf angur me lali 
ek taraf hotho ki lali 
jo dil bhaye kisi taraf bhi hath badha sakte ho 
aaj ki raat dono sath pyar ki baat chala sakte ho 
tum chaho to mere paas aur bhi aa sakte ho
aaj ki raat dono sath pyar ki baat chala sakte ho 
hum ghar me mahman tumhare tum dil me 
mahman hamare 
hum ghar me mahman tumhare tum dil me 
mahman hamare 
bich hamare pada hai jo vo parda utha sakte ho

Song details